Monday, July 10, 2017

Raksha Bandhan 2017 Bollywood Songs Lyrics HD Videos Mp3 Songs Free Download

Happy Raksha Bandhan 2017 Songs & Lyrics -

Happy Raksha bandhan to all !!!! here today we are providing Happy Raksha bandhan Songs Lyrics HD Videos MP3 songs for you. we have already published here Best Hd Wallpaper Of Raksha Bandhan 2017 here at "Top & Best HD Wallpaper Of Happy Raksha Bandhan 2017 For Brother & Sister" and Whatsapp, Facebook & Twitter Status & Message Of Raksha Bandhan 2017 here "Top #100+ Raksha Bandhan 2017 Whatsapp Facebook Twitter Status And Message" on the occasions of happy Raksha Bandhan 2017. Raksha bandhan is most popular festivals in Hindu which is celebrate in every year. this is the holy festival of brother and sisters. this year 07th August 2017 will observed as the Raksha bandhan 2017. find some latest Bollywood songs lyrics mp3 songs and HD videos of Happy Raksha bandhan 2017 from here. if you are planning to celebrate Raksha bandhan festivals with your relatives like brother, sisters then these raksha bandhan songs 2017 for dance & Party are best  for you. Raksha bandhan is also known as "Rakhi Festival" so celebrate the day of raksha bandhan with wonderful and very interesting way. On the day of raksha bandhan Sister tore thread of "Rakhi" in the wrist of her brother and in return brother give her gifts and promise that they will protect her from every evil and Sister pray for her brother for Good health, wealth and long life. The best time to tie Rakhi on Raksha Bandhan is during Aparahna, which is late afternoon according to Hindu division of the day. If Aparahna time is not available then Pradosh time is also suitable to perform the Raksha Bandhan rituals.

Raksha Bandhan 2017 Bollywood Songs Lyrics HD Videos Mp3 Songs Free Download
Raksha Bandhan 2017 Bollywood Songs Lyrics 

Raksha Bandhan 2017 Bollywood Songs Lyrics HD Videos Mp3 Songs-


Bhaiyya Mere Rakhi Ke Bandhan from Chhoti Behan Movie:


Bhaiyya mere, raakhi ke bandhan ko nibhana
bhaiyya mere, choti behan ko na bhulana
dekho ye nata nibhana, nibhana
bhaiyaa mere...
Ye din ye tyohaar khushi ka, paavan jaise neer nadi ka
bhai ke ujle maathe pe, behan lagaaye mangal tika
jhume ye saavan suhana, suhana
bhaiyya mere ...
Baandh ke hamne resham dori, tum se vo ummeed hai jodi
naazuk hai jo kaanch ke jaisi, par jeevan bhar jaaye na todi
jaane ye sara zamana, zamana
bhaiyaa mere ...
Shaayad vo saavan bhi aaye, jo behna ka rang na laaye
behan paraye desh basi ho, agar vo tum tak pahunch na paaye
yaad ka deepak jalana, jalana
bhaiyaa mere ...

Phoolon Ka Taron Ka Sabka Kehna Hai Lyrics :

Phoolon ka taron ka sabka kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar hamein sang rehna hai

Phoolon ka taron ka sabka kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar hamein sang rehna hai
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai

Jab se meri aankhon se ho gayi tu door
Tab se saare jeevan ke sapne hain choor
Aye jab se meri aankhon se ho gayi tu door
Tab se saare jeevan ke sapne hain choor
Aankhon mein neend na man mein chaina hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar hamein sang rehna hai
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai

Yeh na jana duniya ne tu hai kyon udaas
Teri pyaasi aankhon mein pyaar ki hai pyaas
Aa mere paas aa keh jo kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar hamein sang rehna hai
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai

Dekho hum tum dono hain ek daali ke phool
Main na bhoola tu kaise mujhko gayi bhool
Haan dekho hum tum dono hain ek daali ke phool
Main na bhoola tu kaise mujhko gayi bhool
Aa mere paas aa, keh jo kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar hamein sang rehna hai
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai

Jeevan ke dukhon se yun darte nahin hain
Aise bachke sach se guzarte nahin hain
Haye jeevan ke dukhon se yun darte nahin hain
Aise bachke sach se guzarte nahin hain
Sukh ki hai chaah to dukh bhi sehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar hamein sang rehna hai

Bholi bhali japani gudiya jaisi tu
Pyaari pyaari jaadu ki pudiya jaisi tu
Bholi bhali japani gudiya jaisi tu
Pyaari pyaari jaadu ki pudiya jaisi tu
Dadi ka mummy ka sabka kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar hamein sang rehna hai
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai

Phoolon ka taron ka sabka kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Aye la la la la la la la la la la la la
Ek hazaron mein meri behna hai
O la la la la la la la la la la la la

Ye Rakhi Bandhan Hai Aisa:


Ye rakhi bandhan hai aisa -3
jaise chanda aur kiran ka
jaisa badari aur pavan ka
jaise dharati aur gagan kaa) -2
ye rakhi bandhan hai aisa -3

Dunia ki jitani bahanen hain
un sabaki shraddha hai isamein
hai dharam karam bhaiya ka ye
bahana ki raksha isamein hai
jaise subhadra aur kishan ka
jaise badari aur pavan ka
jaise dharati aur gagan ka
ye raakhi bandhan...

Babul Chhut Chala Tera Angna Song Lyrics:


Babul chhut chala tera angana
Babul chhut chala tera angana
Leke chali tan saja sajaya
Chhod chali man apna
Babul chhut chala tera angana
Babul chhut chala tera angana

Hath huye kya peele mere
Ho gayi mein to parayi
Shahenayi ki gunj mein kho gayi
Babul meri duhayi dil bhi mera
Dab dab dhadke jab jab khanke
Kangana babul chhut chala
Tera angana babul chhut chala
Tera angana

Jis angana mein bhaiya ke sang
Bachpan mera khela
Us angana mein aaj khada hai
Bhaiya mera akela
Jagti aankho dekh raha hai
Mere sukh ka sapna
Babul chhut chala tera angana
Babul chhut chala tera angana
Leke chali tan saja sajaya
Chhod chali man apna
Babul chhut chala tera angana
Babul chhut chala tera angana

Raksha Bandhan HD Videos Free Download-





 


Raksha bandhan MP3 Songs 2017 Free Download-


1 Ek Hazaaron Mein Meri Behna Hai

2 Rang Birangi Rakhi Lekar

3 Hum Baheno Ke LiYe Mere BhaiYa

4 Yeh Rakhi Bandhan Hai Aisa

5 Mere BhaiYYa Mere Chanda

6 Behna Ne Bhai Ki Kalai Se

7 GudiYa Jaisi Behna

8 Chhote Chhote BhaiYo Ke

9 Meri PYari BehaniYa

10 Babul Chhut Chala Tera Angna

11 Isse Samjho Na Resham Ka Taar BhaiYa

12 Ab Ke Baras Bhej BhaiYYaa ko Baaboo

13 Meri Rakhi Ki RakhiYo

14 Bhai Behen Ka PYar

15 Chanda Re Mere BhaiYYa

16 BhaiYYa Mere Rakhi Ke Bandhan

17 Jhula Baahon Ka Doli Sajake Rakhna

18 Phoolo Ka Taaro Ka


So celebrate the Raksha bandhan with your family with these Raksha Bandhan 2017 Bollywood Songs Lyrics HD Videos Mp3 Songs Free Download . if you like this post then just share with your friends and relatives.

0 comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.

Popular Posts